Barfani Raatein Song Lyrics – Babumoshai Bandookbaaz

Barfani Raatein Song Lyrics From Babumoshai Bandookbaaz
Movie : Babumoshai Bandookbaaz (2017)
Song : Barfani Raatein
Singer : Armaan Malik
Starring : Nawazuddin Siddiqui, Bidita Bag, Jatin Goswami, Shraddha Das, Anil George, Bhagwan Tiwari, Murli Sharma, Jitu Shivhare, Navin Tyagi, Divya Dutta
Music by : Gaurav Dagaonkar
Lyrics : Ghalib Asad Bhopali
Music label : Saregama India Ltd.

Barfani Raatein Video Song | Babumoshai Bandookbaaz Barfani Raatein | Babumoshai Bandookbaaz Movie Songs


Barfani Raatein Lyrics

Ye barfani raatein

Pighal jaane do, pighal jaane do

Ye barfani raatein

Pighal jaane do, pighal jaane do

Sheet lehar si hain saanson mein

Aanch mile teri bahoon mein

Sheet lehar si hai saanson mein

Aanch mile teri bahoon mein

Aaj toh humein jal jaane do

Jal jaane do

Jal jaane do

Jal jaane do…

Ye barfani raatein

Pighal jaane do…

Pighal jaane do…

Jee uthun main zaraa

Tere honthon se hararat jo miley

Jo odh lun main badan tera

Bheege mann ko thodi raahat toh miley

Main barkha ki ik boond hoon

Tapti zameen ko jo choom loon

Main barkha ki ik boond hoon

Tapti zameen ko jo choom loon

Bhaap mein mujhe dhal jaane do

Jal jaane do

Jal jaane do

Jal jaane do…

Sulge dil toh mile

Kapkapati dhadkanon ko garmiyan

Jazb ho iss tarah se hum

Jism bhi na humare darmiyan

Inn honthon pe jo nami

Ik arse se hai jami

Inn honthon pe jo nami

Ik arse se hai jami

Apne honthon mein ghul jaane do

Jal jaane do…

Jal jaane do

Jal jaane do…

Ye barfani raatein

Pighal jaane do

Pighal jaane do…

More Songs lyrics from Babumoshai Bandookbaaz Movie

You may also like...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *