Ab Mujhe Raat Din Song Lyrics - Deewana

Profile Picture
Lyrics viewed 196 times.
Ab Mujhe Raat Din Song Lyrics From Deewana

Album : Deewana (1999)
Song : Ab Mujhe Raat Din
Singer : Sonu Nigam
Music by : Sajid Wajid
Lyrics : Faaiz Anwaar
Music label : T-Series

Ab Mujhe Raat Din Video Song | Deewana Album | Deewana Album Songs | Ab Mujhe Raat Din Song


Ab Mujhe Raat Din Lyrics


Hey zu Hmm Hmm Hmm Hmm
Hey hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
Dil pe ab to koi zor chalta nahi
Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
Dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Had se badhne laga mera deewanapan
Dil mein basa lu apna bana lu
Ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

More Songs lyrics from Deewana Album

LanguageHindi

Top Trending Lyrics

© hilyrics.in 2022

All the lyrics are provided for educational purposes only. All the lyrics, logo, images are property and copyright of their owners.