Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics - Sanam Re

Profile Picture
Lyrics viewed 83 times.
Sanam Re - Gazab Ka Hai Yeh Din Song

Song: Gazab Ka Hai Yeh Din
Movie: Sanam Re
Singer: Arijit Singh, Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik
Starring: Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela, Rishi Kapoor

Gazab Ka Hai Yeh Din Video Song | Sanam Re Movie | Sanam Re Movie Songs | Gazab Ka Hai Yeh Din Song


Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics


Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times)

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times)

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (2times)

More Songs lyrics from Sanam Re Movie
LanguageHindi

Top Trending Lyrics

© hilyrics.in 2022

All the lyrics are provided for educational purposes only. All the lyrics, logo, images are property and copyright of their owners.